Dil Girafta Hi Sahi
Dil Girafta Hi Sahi,Bazm Saja Li Jaye'
Yaad-e-janaan say, koi sham na khali jaye
Rafta rafta yehi zindan main badal jatey hain
ab kisi sheher ki bunyad na dali jaye
maashaf-e-rukh hai kisika ke bayaaz-e-haafiz
aesi chehray se koi faal nikali jaye
wo murawat se mila hai to jhuka du'n gardan
mere dushman ka koi waar na khali jaye
be nawa sheher ka saaya hai mere dil pe "faraz"
kis tarah se meri aashafta khayali jaye
"ahmed faraz poetry"

faraz urdu poetry |
Comments
Post a Comment