Mohabbatein jab shumar karna
Mohabbatein Jab Shumar Karna To Sazishein Bhi Shumar Karna
Jo Mere Hisse Me Aaye Hain Wo Azyatein Bhi Shumar Karna
Jalaye Rakhon Gi Subah Tak Me Tumhare Raston Mein Apni Aankhein
Magar Kahein Zabt Toot Jaye To Barishain Bhi Shumar Karna
Jo Huruf Luh-e-Wafa Pe Likhe Huye Hain Inn ko Bhi Dekh Lena
Jo Rae Gaan Hogi Wo Sari Ibaratein Bhi Shumar Karna
Ye Sadiyon Ka Udas Mosam ki Dhadkan e Baraf Hogain Hain
Jab Unki Yakh Bastagi Parakhna, Tamazatein Bhi Shumar Karna
Tum Apni Majboori Ke Kisse Zaror Likh Na Wazahaton Se
Jo Meri Aankhon Mein Jal Bujh Hai Wo Khwahishein Bhi Shumar Karna
"Noshi Gilani Poetry"

Urdu Poetry of noshi gilani |
Comments
Post a Comment