Chand tere baam se ubhra hoga
Jis sammay 'chand tere baam se' ubhra hoga
tune us pal main, usay gor se dekha hoga
tune us pal main koi naam to socha hoga
jo tere lab pe dua ban ke bhi thehra hoga
eid ke card teri mez par bhikhre ho'n ge
aur sarhane koi phool bhi rakha hoga
tere hatho'n ki hinna rang pakarti hogi
choriya'n kanch ki aur soney ka kangna hoga
jewellery tum ne kisi shaam khareedi hogi
Eid ka jora kisi aur ne bheja hoga
ab tere bare mein jo sochta rehta hai yonhi
kab bhala tu ne usse yaad bhi rakha hoga
"Eid poetry"

Eid shayari in urdu |
Comments
Post a Comment