Habs e dunya se guzar jate hain
Habs-e-Duniya Se Guzar Jatay Hain
Aisa Kartay Hain Ke Mar Jatay Hain
Kaisay Hotay Hain Bicharnay Waalay ?
Hum Ye Sochain Bhee Tou Dar Jatay Hain
Dil Jo Tootay Tou Sar-e-Mehfil Bhi
Baal Be-Wajaa Bikhar Jatay Hain
Ab Na Dekho Meri Banjar Aankhain
Charhtay Darya Tou Utar Jatay Hain
Dhoop Ka Roop Rachaanay Waalay
Shaam Ko Aur Nikhar Jatay Hain
Tum Kahaan Jao Ge Socho Mohsin ?
Log Thak Haar Ke Ghar Jatay Hain
"Mohsin Naqvi Urdu Poetry"
Aisa Kartay Hain Ke Mar Jatay Hain
Kaisay Hotay Hain Bicharnay Waalay ?
Hum Ye Sochain Bhee Tou Dar Jatay Hain
Dil Jo Tootay Tou Sar-e-Mehfil Bhi
Baal Be-Wajaa Bikhar Jatay Hain
Ab Na Dekho Meri Banjar Aankhain
Charhtay Darya Tou Utar Jatay Hain
Dhoop Ka Roop Rachaanay Waalay
Shaam Ko Aur Nikhar Jatay Hain
Tum Kahaan Jao Ge Socho Mohsin ?
Log Thak Haar Ke Ghar Jatay Hain
"Mohsin Naqvi Urdu Poetry"
Mohsin naqvi sad poetry |
Comments
Post a Comment