Jo Aansoo dil main girte hain
Jo aansoo dil mein girte hain wo aankhon mein nahi rehte
bohat se harf hain aese jo lafzon mein nahi rehte
kitaabon mein likhe jate hain dunya bhar ke afsane
magar jin mein haqeeqat ho kitaabon mein nahi rehte
bahaar aaye to har ik phool par ik saath aati hai
hawa jin ka muqadar ho wo shaakhon mein nahi rehte
liye phirte hain kuch ahbaab aese muztarib sajde
jahaan darbar mil jaye jabeenon mein nahi rehte
mehek aur titlion ka naam bhanwre se juda kyon hai
ke ye bhi to khizaan aane pe phooln mein nahi rehte
"Amjad islam amjad poetry in urdu"

Urdu Poetry amjad islam amjad |
Comments
Post a Comment