Saya jo teri zulf ka phela hai
Barsi he aag, jalte hue asman se
ya phir dhuwan utha hai, humare makan se
insan hu'n kanch ka, kahin bikhru'n na toot kar
pathar na phenk tu meri janib chatan se
saya jo teri zulf ka phela hai char su
mujh ko garaz hi kya hai kisi sayeban se
chhoota na mujhe se daman-e-sabr-o-yaqee'n jamal
guzra hu'n kai baar karay imtehan se
"urdu shayari"

Best Urdu Poetry |
Comments
Post a Comment