Basti Basti Ghumne Wale Peeton Ke Banjare
'Basti basti ghumne wale peeton ke banjare'
roop nagar ki abla gori, aye sheher tumhare
kia jane kia mangen chahen, janam janam ke lo bhi
hum se peet karogi gori hum se peet karogi
baal ansheri raat ke badal, gaal chatakte gesoo
hont tumhare norus kalyaa'n nen tumhare jadoo
inki dhoop ujala man ka in ki chhao'n ghaneri

"Ibn-e-Insha poetry"

Urdu Poetry by ibn-e-insha |
Comments
Post a Comment