Kabhi Yun Bhi Aa Meri Aankh Main
Kabhi yun bhi Aa meri aankh main'k meri nazar ko khabar na ho
Mujhe ek raat nawaz de magar uske baad sahar na ho
who bara raheem-o-kareem hai mujhe ye siffat bhi atta kare
tujhe bhoolne ki dua karo'n to meri dua main asar na ho
mere baazoun main thaki thaki abhi mehwe khwab hai chandni
na uthay sitaro'n ki palki abhi aahato'n ka guzar na ho
ye ghazal ke jese hiran ki aankh main pichli raat ki chandni
na bhuje chirago'n ki roshni kabhi be-chiragh ye ghar na ho
kabhi din ki dhoop ko jhoom ke kabhi shab ke phool ko choom ke
you'nhi saath saath chalen sada kabhi khatam apna safar na ho
"Bashir badr poetry in urdu"

Bashir badr Poetry in Urdu |
Comments
Post a Comment