Barish hui k dard ke naghmay baras gaye
Tootay hue sitaar ke, sab taar kas gaye...
barish hui k dard ke naghmay baras gaye'
kesi siyaah raat thi dehleez par khari
wo muskara diye to ujalay baras gaye
shadabion ke dor ka anjam ye hua
ab ke to boond boond ko darya taras gaye
ab khaak ur rahi hai gulabo'n ke sheher mein
wo loo chali hai ab ke ke pathar jhulas gaye
ghar se khuloos kia gaya sab kuch chala gaya
bato'n mein ras nahi raha haatho'n ke jas gaye
aalam nein intakhab thay kuch log sheher mein
koi to kuch bataye kaha'n jake bas gaye
"Bashir badr poetry"

Urdu Poetry By Bashir badr |
Comments
Post a Comment