Woh nahi aaye lab E baam
Woh nahi aaye lab-e-baam' chalo yonhi sahi
aaj so jayen sar-e-shaam chalo yonhi sahi,
ishq ne hum se shanasai ki zehmat ki hai,
ab kahan raat ka aaram chalo yonhi sahi,
tujh ko seenay se lagay hue kuvh din ji len,
aa ae hasrat-e-nakam chalo yonhi sahi,
humsafar rah mein sab chor gaye hain tanha,
saath hai gardish-e-ayyam chalo yonhi sahi
koochaye yaar mein hum dhoondnay nikle khushyan,
mil gaye hain gham-o-aalam chalo yonhi sahi,
nek nami kahin ishaaq ko milti hai gayyas,
ho gaye pyar mein badnam chalo yonhi sahi
"Best Urdu poetry"

Best Urdu Poetry |
Comments
Post a Comment