Dil ye kehta hai kay
Gar kisi tor har ik ulfat-e-jana'n ka khayaal,
sher mein dhal ke, sanae rukh-e-jana'n na bane,
phir to yoo'n ho ke mere sher-o-sukhan ka daftar,
tol mein tole shabe hijar ka fasana na bane,
hai bohat tashna magar nuskha-e ulfat mera,
is sabab se ke har ik lmha-e-fursat mera,
dil ye kehta hai ke ho qurbat-e-jana'n mein basar
"Faiz ahmad faiz"

Faiz ahmad Faiz Urdu Shayri |
Comments
Post a Comment