Mujhe mehsoos hota hai
Mujhe mehsoos hota hai
Abhi tak meri socho'n mein,
mere ghar mere kamray mein,
kahin qadmo'n ki aahat hai,
kahin yaadon ki mehkaren,
kahin awaz ki lehren,
kahin az khud sarapa meher,
ik pekar hi mere samne hai,
mujhe mehsoos hota hai,
bohat si koshisho'n ke bawajood,
ab bhi !
mein rukhsat ho chuke mehman ko,
rukhsat kar nahi paya,
"Urdu Poem"
Abhi tak meri socho'n mein,
mere ghar mere kamray mein,
kahin qadmo'n ki aahat hai,
kahin yaadon ki mehkaren,
kahin awaz ki lehren,
kahin az khud sarapa meher,
ik pekar hi mere samne hai,
mujhe mehsoos hota hai,
bohat si koshisho'n ke bawajood,
ab bhi !
mein rukhsat ho chuke mehman ko,
rukhsat kar nahi paya,
"Urdu Poem"
urdu poetry_Poetry of, sad poem_nazam Urdu Poetry Collection |
Comments
Post a Comment