Raat Abhi Tanhai Ki Pehli Dehleez Pe Hai
Raat abhi tanhai ki pehli dehleez pe hai,
Aur meri janib, apne haath barhati hai,
soch rahi hoon,
inko thamoo,
zeena zeena sanato'n ke teh khano'n mein utroo'n
ya apne kamray mein theroon,
chand meri khirki pe dastak deta hai,
"Urdu Nazam"
Aur meri janib, apne haath barhati hai,
soch rahi hoon,
inko thamoo,
zeena zeena sanato'n ke teh khano'n mein utroo'n
ya apne kamray mein theroon,
chand meri khirki pe dastak deta hai,
"Urdu Nazam"
urdu poetry_Poetry of, Urdu Poem Urdu Poetry Collection |
Comments
Post a Comment