Aansoo ka ek qatra
Aansoo ka ek qatra'
aur pani ki ek boond
shakal shabahat ek jesi lekin
dono'n ki hayyat kitni ?
phelte hi, tapakte hi
ik lamhe ko theherte hi
agle lamhe kho jana, fanna ho jana
farq sirf itna hai in mein
pani ki ik boond
yeh dhabbe ka gumaan de jaye !
aur aansoo, yeh qatra....
jazbaat ka bayyan de jaye .....!!!
"Aansoo poetry in urdu"
aur pani ki ek boond
shakal shabahat ek jesi lekin
dono'n ki hayyat kitni ?
phelte hi, tapakte hi
ik lamhe ko theherte hi
agle lamhe kho jana, fanna ho jana
farq sirf itna hai in mein
pani ki ik boond
yeh dhabbe ka gumaan de jaye !
aur aansoo, yeh qatra....
jazbaat ka bayyan de jaye .....!!!
"Aansoo poetry in urdu"
Aansoo urdu shayari |
Comments
Post a Comment