Barishon ke mosam main
barishon ke mosam main'
dil ki sarzameeno'n par
gard kyun bikharti hai
is tarah ke mosam main
phool kyun nahi khilte
log kyun nahi milte
kyun faqat ye tanhai
saath saath rehti hai
kyun bicharne walo'n ki
yaad saath rehti hai
itni tez barish main
dil ke aaeiney par se
aks kyun nahi dhulte
zakhm kyun nahi mit'te
neend kyun nahi aati
barishon ke mosam main
aankh kyun barsti hai
ashq kyun nahi thamte
barishon ke mosam main !!!
"Barish sad poetry"
dil ki sarzameeno'n par
gard kyun bikharti hai
is tarah ke mosam main
phool kyun nahi khilte
log kyun nahi milte
kyun faqat ye tanhai
saath saath rehti hai
kyun bicharne walo'n ki
yaad saath rehti hai
itni tez barish main
dil ke aaeiney par se
aks kyun nahi dhulte
zakhm kyun nahi mit'te
neend kyun nahi aati
barishon ke mosam main
aankh kyun barsti hai
ashq kyun nahi thamte
barishon ke mosam main !!!
"Barish sad poetry"
Barsaat urdu poem |
Comments
Post a Comment