Uski aankhon mein mere aansoo
Uski hatheli mein mere aansoo'
kitne ache lagte hain
jaise subah sawere
kanwal ki pankhriyan
shabnam se jagmag karti hon
moti jesi shabnam...
phool ki aankhon mein ja kar
heeray ki kanni ban jati hai
qatra qatra dil kaT'ta hai
khushboo dheere dheere tan mein phelti hai
shabnam phool ke rang mein akhir rang jati hai
nanhay nanhay charagho'n ki low barhti hai to
uska chehra aur roshan lagne lagta hai
Uski aankhon mein mere aansoo
kitne ache lagte hain ...!!
"Aansoo urdu shayari"
kitne ache lagte hain
jaise subah sawere
kanwal ki pankhriyan
shabnam se jagmag karti hon
moti jesi shabnam...
phool ki aankhon mein ja kar
heeray ki kanni ban jati hai
qatra qatra dil kaT'ta hai
khushboo dheere dheere tan mein phelti hai
shabnam phool ke rang mein akhir rang jati hai
nanhay nanhay charagho'n ki low barhti hai to
uska chehra aur roshan lagne lagta hai
Uski aankhon mein mere aansoo
kitne ache lagte hain ...!!
"Aansoo urdu shayari"
Aansoo poetry in urdu |
Comments
Post a Comment