Hum jo majboor hain wafa ke liye
Hum jo majboor hain wafa ke liye
Muntazir hain kisi saza ke liye
Sare darwaze band hote gaye
Hum taraste rahe sada ke liye
Ranjishen is qadar na dil mein barha
Aana jana rahe khuda ke liye
Tujh ko mangu'n mein aur tu na mile
Haath uth'te nahi dua ke liye
Khaak mein kab ke mil gaye hote
Zinda hain bas teri razza ke liye
Aashqi you'n to koi jurm nahi
Phir bhi tayyar hu'n saza ke liye
Aur bhi aehl-e-dil yahan hain waheed
Chun liya bas mujhe jaffa ke liye
"Wafa poetry"
Muntazir hain kisi saza ke liye
Sare darwaze band hote gaye
Hum taraste rahe sada ke liye
Ranjishen is qadar na dil mein barha
Aana jana rahe khuda ke liye
Tujh ko mangu'n mein aur tu na mile
Haath uth'te nahi dua ke liye
Khaak mein kab ke mil gaye hote
Zinda hain bas teri razza ke liye
Aashqi you'n to koi jurm nahi
Phir bhi tayyar hu'n saza ke liye
Aur bhi aehl-e-dil yahan hain waheed
Chun liya bas mujhe jaffa ke liye
"Wafa poetry"
wafa poetry |
Comments
Post a Comment