Dil ne apni zuban ka pass kia
Dil ne apni zuban ka pass kia
Aankh ne janey kia qayas kia
Kia kaha baad-e-Subah gahi ne
Kia chiragon ne altamas kia
Kuch ajab tor zindagani ki
Ghar se nikle na ghar ka pass kia
Ishq ji jaan se kia hum ne
Aur be-khuaf-o-be-haras kia
kahin zahir kahin chupa dekha
yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Raat Ayi idhar sitaron ne
Shabnami perhan libas kia
Sayae gul to mein nahi jisne
Gul ko dekha na gul ka bas kia
Baal to dhoop mein safed kiye
Zard kis chhaon mein libas kia
Kia tera aetabar tha tu ne
Kia gazab sheher naspas kia
Kia bataon sabab udasi ka
Be-sabab mein isse udas kia
Zindagi ik kitab hai jisne
Jis ne jitna bhi aqtabas kia
Jab bhi zikar-e-ghazal chhira ussne
Zikar mera bator-e-khaas kia
"Rasa Chughtai Poetry"
Aankh ne janey kia qayas kia
Kia kaha baad-e-Subah gahi ne
Kia chiragon ne altamas kia
Kuch ajab tor zindagani ki
Ghar se nikle na ghar ka pass kia
Ishq ji jaan se kia hum ne
Aur be-khuaf-o-be-haras kia
kahin zahir kahin chupa dekha
yaar ko humne ja-ba-ja dekha
Raat Ayi idhar sitaron ne
Shabnami perhan libas kia
Sayae gul to mein nahi jisne
Gul ko dekha na gul ka bas kia
Baal to dhoop mein safed kiye
Zard kis chhaon mein libas kia
Kia tera aetabar tha tu ne
Kia gazab sheher naspas kia
Kia bataon sabab udasi ka
Be-sabab mein isse udas kia
Zindagi ik kitab hai jisne
Jis ne jitna bhi aqtabas kia
Jab bhi zikar-e-ghazal chhira ussne
Zikar mera bator-e-khaas kia
"Rasa Chughtai Poetry"
Urdu Poetry Of rasa chughtai |
Comments
Post a Comment