Ban ke Aansoo meri aankhon se

Ban ke Aansoo meri aankhon se Tapaktey hi rahe
Raaz seeney mein kuch aese bhi chhupaye mein ne
ho na jaye kahein barbaad wafaon ka silla
Gham mile jitne wo seeney se lagaye mein ne
"Aansoo Urdu poetry"

بن کے آنسو میری آنکھوں سے ٹپکتے ہی رہے
راز سینےمیں کچھ ایسے بھی چھپائے میں نے

ہو نہ جائے کہیں برباد وفاؤں کا صـلہ
غم ملے جتنے وہ سینے سے لگائے میں نے
( اردو شاعری )

Comments

Popular posts from this blog

Wo Aksar Mujhse Kehti Thi