Wada to kya hai magar aefa
Wada to kya hai magar aefa na karen ge
Aefa jo kare ge koi achha na karen ge
Logo se chupa le ge jo ahwal hai dil ka
Apne se kisi baat mein dhoka na kare ge
Ae dil tere farmano ko Tala hai na Taalen
Unki bhi tere saamne parwah na karen ge
Is raah ko hum chhor ke jayen kisi janib
Aazarda na ho hum kabhi aesa na karen ge
Likhen ge isi Thaath se nazmain kabhi ghazlain
Haan ! Aaj se logon ko dikhaaya na kare ge
"Ibn-e-Insha Urdu poetry"

ibn e insha poetry in urdu |
Comments
Post a Comment