Posts

Showing posts from December, 2011

Dunya ne pher li aankhen

Image
Lahoo lahan mha mein, aur adal ki mezan, jhki thi janab-e-qatil ke raaj uska tha, tujhe gilla hai ke 'dunya ne pher li aankhen, faraz ye to sada se riwaj uska tha, "sad poetry of ahmed faraz" ahmad faraz shayari in urdu

Dil Girafta Hi Sahi

Image
Dil Girafta Hi Sahi,Bazm Saja Li Jaye' Yaad-e-janaan say, koi sham na khali jaye Rafta rafta yehi zindan main badal jatey hain ab kisi sheher ki bunyad na dali jaye maashaf-e-rukh hai kisika ke bayaaz-e-haafiz aesi chehray se koi faal nikali jaye wo murawat se mila hai to jhuka du'n gardan mere dushman ka koi waar na khali jaye be nawa sheher ka saaya hai mere dil pe "faraz" kis tarah se meri aashafta khayali jaye "ahmed faraz poetry" faraz urdu poetry