Wada to kya hai magar aefa
Wada to kya hai magar aefa na karen ge Aefa jo kare ge koi achha na karen ge Logo se chupa le ge jo ahwal hai dil ka Apne se kisi baat mein dhoka na kare ge Ae dil tere farmano ko Tala hai na Taalen Unki bhi tere saamne parwah na karen ge Is raah ko hum chhor ke jayen kisi janib Aazarda na ho hum kabhi aesa na karen ge Likhen ge isi Thaath se nazmain kabhi ghazlain Haan ! Aaj se logon ko dikhaaya na kare ge "Ibn-e-Insha Urdu poetry" ibn e insha poetry in urdu